Do you details RMAT mba last date application form and admission related information for entrance exam?
main moradabad u.p se hu.maine cat & mat exam nahi diya hai.u.p.t.u ka exam diya hai. lekin main rajasthan se m.b.a karna chahti hu. kya main rmat ka exam dekar waha se m.b.a kar sakti hu. kya aap mujhe bata sakte hai ki rmat exam ki last date kya hai. iske form kahan available honge. plz tell me.reply soon.